khwab mein Khansi dekhna


1. us ko khwab main dekhna shikwa karne par dalaalat karta hai.

2. jis ne dekha ki woh khans raha hai toh woh kisi ayese insaan se shikwa karega jo badshah ke saath mutaliq hoga aur agar us ne khansi ki yahan tak ki us ko achhon ho gaya toh woh marega aur kaha gaya ki khansna daleel hai ki uske dil main kisi insaan ki shikayat hai magar woh us se shikayat ko bayan nahin kar pa raha hai.
Exit mobile version