khwab mein Kapkapahat dekhna


1. jis ne khwab main dekha ki us ka daayan haath lazar raha hai toh us ki zindagi uspar tang ho jayegi.

2. aur agar dekha ki pindli kapkapa rahi hai toh daleel hai ki us ko khandaan ki taraf se bhalai pahunchegi aur agar dekhe ki us ki daunon taange kaanp rahi hain toh ishara hai us ke maal main tangi aayegi aur yahi taabeer hia tamaam aazaa ki jab woh kaanpen.
Exit mobile version