Hazarat ibne seerin rehmatullah aleh ne farmaya hai – agar dekhe ke us ne bimari ke liye joshandah uske mutaabik hai – daleel hai ke deen ki salaah dhundega aur agar jhoshandah mutaabik nahi hai to – daleel hai ke is se deen ki islaah na dhund payega’ aur agar dekhe ke joshandah peeya hai aur usne asar kiya hai – to salaah aur tandrusti aur kher par dalee hai’ aur agar us ke khilaaf dekhe to ranz aur nuksaan par daleel hai.