khwab mein Jild Wali Kitaab Karna

1. jo shakhas khwab me aam alum ki ya tafseer ki majild kitaab dekhe to daleel hai us ke mamlaat sahi honge.

2. Aur jo fakaah ki kitaab dekhe t use kher haasil hone ki bashaarat hai’ aur jo tarikh ki kitaab dekhe wah badshaaho ka muqarib hoga’ aur mintak ki kitaab wa majildaat dekhna tahib kism ke amur me mashgul hone ki alaamat hai.
Exit mobile version