khwab mein Jamhai lena


1. Khwab me jamai lena munafik kism ke aadami ke lie ese amal ki taraf ishara hai jis se shaitan khush ho masalan noh karna namaz me susti karna .
2. kabhi jawab me jamai lena apne mahad makabil par hamlah aur kabhi sawab par dalaalat karta hai is lie ke namaz me jamai aa jaye to rokne ka hukam hai taa-ki shaitan andar daakhil na ho kabhi is ki ta-abir ese marj se bhi ki jati hai jis se sehat yaabi na ho.
Exit mobile version