khwab mein jaan bachana

Hazarat ibne seerin rehmatullah aleh ne farmaya hai ke khwab me jaan ka dekhna farzand ya maal ua ayaale mu-aafik hai – aur agar dekhe ke jaan us ke jism se nikal gayi hai to daleel hai ke uska farzand ya aurat maregi ya us ka maal jaaye hoga – aur ya khud halaak hoga aur agar apni rooh kisi nek mard ki surat par dekhe – to daleel hai ke us ke yaha nek farzand hoga aur us ka haal nek hoga aur ya khush taba-a aur jawaa mard badshaah ki khidmat haasil karega aur us ka haal nek hoga aur agar apni rooh ko kisi bure mard ki surat par dekhe to us ki taawil awwal ke khilaaf hai.
Exit mobile version