1. khwab main ye khane ya jama karne wale ke liye maal ki alaamat hai.
2. woh parinde jis ka gosht khaya jaata ho unki beet haraam maal hai.
3. jalane aur faaida dene wala gobar waghaira rizaq ki alaamat hai bil khusus agar sukha ho.
4. logon ka bahut fazala tahreekon se rukne aur pareshaniyon ka samna karne ki nishani hai.
5. logon ke fazala par lotna potna marz ya khoon par dalaalat karta hai.
6. lekin bure aamaal wale ke liye ye achhi alaamat hai.
7. gaye bhains ka gobar kisanon kashtkaron ke liye achhi nishan hai lekin auron ke liye nahin.