1. khwab main gudi ke bal sona kaam main quwat ki alaamat hai. kisi ne khwab main apne aap ko chit leta hua dekha toh ye sahibe khwab ke maamle ki pukhtagi aur duniya ke us ki taraf matauwajja hone ki aur us ke qabze main aane ki alaamat hai.
2. kisi ne khwab dekha ki goya woh chit leta hua hai aur us ka muh khula hua hai aur us se rotiyan nikal rahi hain toh taabeer ye hai ki us ki tadbeer kaar aamad hogi aur agar sahibe khwab hukumat main hai toh us ko zawaal hoga aur us ka maamla dusron ke haath par hoga.
3. mashabahat ahale fars ke badshahon ke saath hoti hai aur woh parhaizgaar qism ke log hain aur kabhi namar ki dalaalat ayesi qaum par hoti hai jin ke saath saare logon ki mukhalifat hoti hai aur kabhi ye sakht ghabrahat main mubtala hone ki alaamat hai aur apne rang badalne par us ki dalaalat fannkaaron par bhi hoti hai.