Hazrat ibn seereen rahmatullah alayeh ne farmaya hai agar dekhe ki kisi jamaat main kuch baantna hai toh daleel hai ki logon main insaaf ka lihaaz karega. aur agar dekhe ki apna maal kher o islaah se taqseem karta hai daleel hai ki us ke farzand honge aur apna maal un par taqseem karega, aur agar dekhe ki apna maal sharaarat aur fasaad se taqseem karta hai daleel hai ki us ka maal tabah hoga. aur agar dekhe ki kisi ka maal us ki razamandi se taqseem kiya hai daleel hai ki islaah aur fasaad us ki taraf ruju karega.
khwab mein Baantna (Taqsim Karna)