khawab me Adal Karna


Khwab main zaalim badshah ki taabeer riaaya ki khushi aur masarrat hai jo unhein us maal ki hifaazat aur aabaadiyon ke basne ki soorat main haasil ho rahi hai. kabhi us se muraad woh musaawaat bhi hoti hai jo insaan aulaad aur beeweeyon ya jinke darmiyan musaawaat zaroori ho un ke darmiyan musawaat qaaim kare agar gunahgar adal se kaam le toh allah taala ki taraf ruju karne ki daleel hai.
Exit mobile version